Galtiyaan Lyrics by Neeti Mohan ft. Harshit Tomar is latest Hindi song with music also given by Muzik Amy. Galtiyaan song lyrics are written by Ravish Khanna.

Galtiyaan Song Detail

Song Name: Galtiyaan
Singer: Neeti Mohan, Harshit Tomar
Composer: Muzik Amy
Lyrics by: Ravish Khanna

Galtiyaan Lyrics

 

Rabb na kare ishq sataye
Kisi ko koi naa dil se dukhaye
Kinara mila joh kinara nahi tha
Bass bahana tha sahara nahi tha

Jhoothe se waadon par kyun
Yakeen maine kar liya
Sunti rahi me tujhko
Khud ko ansuna kar diya

Galtiyaan joh ki hoti mil jaati maafiyaan
Par tu to bewafa tha sajjna
Tune ki hai chalakiyaan
Galtiyaan joh ki hoti mil jaati maafiyaan
Par tu to bewafa tha sajjna
Tune ki hai chalakiyaan

Laaj sharam ke tute hai dhaage
Teri nadani manmani ke aage
Iss tarah se rangi tere rang main
Koi bhi rang ab mujhpe naa lage
Koi bhi rang ab mujhpe naa lage

Gunah kuch aisa kiya
Pyaar joh tujko kiya
Auron ko paane ke liye
Tune mujhko hi kho diya

Galtiyaan joh ki hoti mil jaati maafiyaan
Par tu to bewafa tha sajjna
Tune ki hai chalakiyaan

Meri khata naale mera kasoor ae
Kive me dassa mera dil majboor ae
Mera nal pyaar kar saaja tu payi ae
Bhavein ghunegar keh par dil ch naa chor ae

Bhavein maaf mainu naa kari
Mainu akhi naa bechara
Satt tere dil te lagi
Amkh meri rove yara

Main kamla kanjar paapi
Bhavein keh le jag sara
Ehte sirf judiya jitti
Haan hara mein hara

Meri tabahi tainu dissdi nahi
Ishq dawayi kithe vikdi nahi
Haath lagi mera badnamiya

Galtiyaan joh ki hoti mil jaati maafiyaan
Par tu to bewafa tha sajjna
Tune ki hai chalakiyaan

Galtiyaan joh ki hoti mil jaati maafiyaan
Par tu to bewafa tha sajjna
Tune ki hai chalakiyaan

Galtiyaan Song Video